Hamare Nabi ﷺ hai..Zinda hai | AlheSunnat

لبیک یارسول اللہﷺ
0


Hamare Nabi  hai..Zinda hai. 

Yahan tak ke Allah ta’ala ke tamam nek bande Zinda hain.

 Quran Sharif: “Aur jo khuda ki raah me Maare jaye unhe Murda na kaho balke wo zinda hain, han tumhe khabar nahi”

[Surah Baqara Verse.154

Hadees sharif: “Allah Ta’ala ne mitti par Haraam kar diya hai ke wo Nabiyon ke Jismon ko khaye,Allah ke Saare Nabi ZindahaiaurRizq diye jate hain”

 [Ibn Majah Pg.119 - Jaame Sagheer Pg.54 Vol.1 - Mishkaat Shareef Pg.112 Vol.2] 

Huzoor (alaihisalaam) ne farmaya: “Shabe meraj ki raat maine Moosa (alaihissalaam) ko unki Qabr me Lal rang ke Pathar ke paas khade hokar Namaz PadteDekha” 

Mere nabi ki har bat sachi h mere nabiki har bat ALLAH ka kalam h mere nabine farmadia h meri ummat sirk nahi karegi to tu sirk ka fatba lagane wala kon h aur kya haqeeqat h teri aur terejhute taranslet karne wale mulla ki jahil kahi ke nabi ki harbat sachi h ki nahi kya tumhe nabi par bhi shaq h jawab de???????????? 


HADEES: Uqba Bin Amir r.a. riwayat karte hain Rasoolallah sallallaho aalaihe wasallam ek din nikle to Uhadwalo ke ke liye namaz padhi jis tarah aam mardo par padhi jati hai, phir mimber ki taraf aaye aur farmaya mai tumhara peshraw hu, mai tum par gawah hu, mai apne Hauz ko is waqt dekh raha hu, mujhe zamin ke khazano ki kunjiyan di gayi hain, ba-Khuda mujhe is baat ka koi khuf nahi ki tum shirk karne lagoge, lekin mujhe tum hare husul duniya meek dusre se muqable ka andesha hai.

 (Bukhari, J-1, S-511, Kitabul Janaiz, Baab- Salaat-e-ala Shahid 1257)

Is Hadees se 4 masle saaf hote hain, .

 1.Qabr walo ke liye namaz padha, ye ek Eisal-e-sawab hai, isse Urs ka masla bhi saaf ho gaya, ki Urs mananajaez hai. 

 2. Aaqa  ko Ilme gaib hai isiliye farmaya'mai is waqt apne hauz ko dekh raha hu' sabhi jante hain ki Hauz koi duniya ki Chiz nahi, balki Jannat me hai, aur hamare Aaqa yahan se Jannat ka hauzdekhte hain.

 3. Hamare Aaqa ko Allah ke tamam khazano ki kunjiyan di gayin hain, ab wo jise chahe, jo chahe, jitnachahe atakar sakte hain. 

4. Aaqa ne Khuda ki Qasam ke sath is baat ki gawahi de di ki Ummate Mohammadiya Shirk nahi karegi. . .

 Aaj jo log hum Ahlesunnat wal jamat par shirk ke fatwe lagate hain, kya unhe apne Nabi alaihesalam ki baat par yaqin nahi hai? 

Ya apne Molvio ki baat ke aage apne Nabi alaihesalam ki baat ko jhutla diya hai — Wo Log Jo Kehty Hen K NABI Or WALI Madad Ni Karsaktay,Theek Kehty Hen Q K "Jis Pe ALLAH Lanat Kar Day Uska Koi Madadgar Ni"

SURA NISA # 52

Pata Chala K Lantiyon Ka Koi MadadgarNi OR MOMINO K Baray Me He

 "Beshak Tumhara Madadgar ALLAH HE Or US KA RASOOL Or MOMINEN HE" 

SURA MAIDA # NABI-E-PAK ( Sallallahu Alaihi Wasallam ) NE SAF SAF ALFAZ MAIN FARMA DIYA:

 ''MUJHE ISS BAAT KA DAR NAHI K MERAY BAAD TUM'SHIRK'KARO GAI PER ISS BAAT KA DAR HAI KTUM APPAS MAIN BUGHAZ RAKHOGE'' 

[ Bukhari Jild #2 Page#975 Hadith#6102 ] 

Ek Aur riwayat ke mutabik: Huzoor Sallaho Alehe Wasallam Ek Roz Shohda-E-Uhad Per Namaz Parhne Ke Lye Tashrif Ley Gae, Jaise Maiyat Per Namaz Parhi Jati Hai Phir Mimber Pe Jalwa Afroz Hoe Or Farmaya, “Main Tumhara Rehnuma Aur Gawah Hun, Be Shak Khuda Ki Qsam Main Apne Haoz-E-Kausr Ko Ab Bhi Dekh Raha Hun Aur Mujhe Zamin K Khazano Ki Kunjiyan Dey Di Gain Hain Aur BeshkMain Is Bat Sey Be Khauf Hun Key Tum Log Mere Bad Shirk Karne Lago Gey, Balke Dunya Ki MohbatMain Na Pahns Jao”

 [ Sahi Bukhari Hadith # 1257 ] 

JAB MERAY NABI NE FARMA DIA K MUJHE APNI UMMAT SAY SHIRK KI BOO NAHI AA RAHI TU AJJ KAL PATA NAHI wahabi JAHILLOGH MUSALMANO PER SHIRK K FATWAY KYON LAGA DAITAYHAIN?? 

!Wasila Jaiz hai…Wasile ka munkir Quran Sharif ka munkir hai AurQuran ka munkir Beshak Khula Kafir hai! 

Quran sharif : “Ae Imaan walo Allah se Daro aur uski taraf Wasila dhundo

[Surah Maa’idah Verse.35]” 

“Aur Agar Jab vo Apni Jano par zulm kare, To Ae Mehboob tumhare Huzoor hazir hon aur phir Allah se maafi chahein Aur Rasool unkishafa’at farmae to Zarur Allah ko bohot Tauba kabul karne wala Meherbaan Paaein”

[Surah Nisa Verse.64] 

Sayyad-ul-ambiy a huzoor Ahmed-e- Mujtaba (sallallahu alaihi wa sallam) Wa- maa arsalnaaka Illa Rehmatal lil aalameen Jibreel Ameen aur ek noorani Taara Ek martaba huzoor (sallallahu alai hi wa sallam)ne hazrathJibreel amen alaihis salaam se daryaft farmaya ke aye Jibreel tumhari umar kitni hai? Tou Jibreel ne arz kiya Huzoor mujhe kuch qabar nahi haan itna jaanta hoon ke chothe hijaab me ek noorani taara sattar Hazaar Baras

 (70 thousand years)

ke baadh chamakta tha, mai ne ise bahattar hazaar (72 thousand)

martaba chamakte dekha, huzoor alaihis salam ne ye sunkar farmaya

 “ wa izzati rabbianaa zalikal kokab” 

mere rab ki izzat ki qasam !

 main wo hi noorani taara hoon. 

(Roohul Bayaan, pg 974 Vol 1) 

Sabaq: Hamare Huzoor (sallallahu alaihi wa sallam) kaayinath ki har cheez se pehle paida farmaye gaye hain aur aap ka noor-e- Paak us waqt bhi tha jab na koyi farishta tha na koyi bashar na zameen thi na aasman aur na koyi aur shai. 

Hazrate Jabir Radiallaho ta’ala ne Huzoor (alaihisallaam) se jab poocha ke Allah Ta’ala ne sabse pehle kis cheez ko paida farmaya Ispar,

 Rasoolallah (Sallalaho alaihiwasallam) ne Irshad farmaya: “Ae jabir! Beshak Allah ta’ala ne Sabse pehle Apne noor se Tere nabi keNoor ko paida farmaya” 

►-Mawahibul Laduniyah Shareef Pg.9 Vol.1

 ►- Zurqaani Shareef Pg.46 Vol.1 

►– Seerat-e-Halbia Pg.37 Vol.1 

►- Sharah Dalailul Kheyraat Pg.210 

►– Hujatul’laahi alal Alameen Pg.28

 ►- Anwaarul Muhammadiya Pg.9

►- Fatawa Hadeethia Pg.51 Khuda Farmata Hai.!! 

Aye Mahboob Mai Agar Tumko Na Paida Karta To Duniya Hi Ko Na Banata 

[FISDAUS UL AKHBAAR J.2 P.45H.8095] 

Allah Ne Nabi Sallahu Alayhi Wasslam Ke Sadqe Me Duniya Ko Banaya

 PLEASE ALL FRIENDS LIKE

Reference:


Post a Comment

0Comments

Please Support Us, Share Website With your Family, For making Muslim Strength Strong.

Post a Comment (0)