Jo wahabi khabees kaafir waseele ka inkar karta
hai usko ham challenge karte hain k who QURAN
ki 1 aayat pesh kare jisme waseele ka INKAAR
ho..
Ham waseele waale ALHAMDULILLAAH quran o
hadees se saabit karenge k WASEELA JAIZ hai...
Waseela Kya Hai ?……
★ ALLAH Se Dua Karne Me Kisi NABI
Ya WALI Ko Bataure Wasile Ke Zikr
Karna Jaiz Hai.
(Tirmizi, Jild-2, Safa-198)
★ Waseele se Dua Kabool Hoti Hai:
Farman-e-Quraan-e-Kareem
Al-Quran »
ALLAH PAAK ka irshad-e-Aalishaan Hai Jis Ka
Mafoom hai,
“Tumhara Madadgar ALLAH, Uska
RASOOL Aur Swaaleh Momineen Hain”
(Sura-E-Maida: Ayat-55)
Al-Quran »
Beshaq ALLAH Bhi Madadgaar Hai Aur Hazrat
JIBRAEEL Alaihis Salaam Bhi Madadgaar Hain
Aur Tamaam AULIYA ALLAH Bhi Madadgaar
Hain”
(Sureh: Tehreem, Aayat-4)
ALLAH Ki Taraf Waseela SARKAAR
(Sallallahu Ta’ala Alaihi Wasallam)
Hain Aur SARKAAR Ki Taraf Wasila Sachcha
PEER Hai.
★ Farmaan-e-GAUS-E-AAZAM (RadiAllahu Ta’ala Anhu)
Jab Tum KHUDA Se Koi Haajat Talab
Karo To Mere Waseele Se Talab Karo
(Bahjatul Asrar Safa.57)
★ NABI-e-PAAK (SwallAllahu Ta'ala Alaihi Wa
Sallam) Ne Farmaya:
Jab Azaan Suno To Jawaab Do, Phir
Mujh Par Durood Padho,
Aur Mere Waseele Se Dua Maango.
(Sahih Muslim Safa:203, Hadees:384)
WASL E MAULA CHAAHTE HO TO WASEELA
DHOOND LO,
BE WASEELA NAJDIYON HARGIZ KHUDA MILTA
NAHI..
Please Support Us, Share Website With your Family, For making Muslim Strength Strong.